Dedicated to all young n old people gone far frm motherland Nepal in search of destiny..
Yaado me meri base tasvire mere gaun ki
aab bhi aaina hai wo baate pipal ke chau ki
kuch pal haste the hum to kabhi rote the
khilti dhup ko chunke apne daman me pirote the
Baris ki bundo ko aajmana karke bhigjane ka bahana
Chupke se kaliyo me chupjana banake inko khabo ka thikana
Yade wahi hai aab bhi bus chehre badal gaye
Un bato ko chod wahi hum aage nikal gayee
Gar bulaye mujhe chitthia mere nau ki
chodke virana sahar laut aaunga mei leke mahek mere raho ki
nice poetry Sanjeev.
ReplyDeletecan't wait for the next one.
thank you dear .....
ReplyDelete